5/11/2006

Mukhtasar=short/consise

A song that I had been searching for long. Deep meanings and good vocals.
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan

Kahani mohabbat ki hai mukhtsar
Gaya dil se phir woh na aaya idhar

Kabhi koyi tha meri raahon ka ek humsafar
Kar gaya dil ka woh soona nagar
Koyi rasta na koyi dagar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Kahani mohabbat ki hai mukhtsar
Gaya dil se phir woh na aaya idhar
Kabhi koyi tha meri raahon ka ek humsafar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Neele aasmaan pe badal chhaa rahein hain
Panchi apne ghar ko wapas jaa rahein hain
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan
Kahani mohabbat ki hai mukhtsar

Door parbaton pe phool khil rahein hain
Pyaar karne wale saath chal rahein hain
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Kahani mohabbat ki hai mukhtsar
Gaya dil se phir woh na aaya idher
Kabhi koyi tha meri raahon ka ek humsafar
Kar gaya dil ka woh soona nagar
Koyi rasta na koyi dagar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Kahani mohabbat ki hai mukhtsar
Gaya dil se phir woh na aaya idhar
Kabhi koyi tha meri raahon ka ek humsafar
Use dhoondoon kahan, use paoon kahan
Aaj main hoon yahan woh kahan

Listen here.

Sunne layak kahaniyan aakhir mukhtasar si hi hoti hain.

Technorati Tags: ,

1 comment:

Anonymous said...

Hey what a great site keep up the work its excellent.
»